Home / Videos

Maharaja Hari Singh Ji Ke Janamdin Par Jo Dekha

Namaste Dosto 🙏

Aaj ke Daily Life Family Vlog mein hum Maharaja Hari Singh Ji ke janamdin ke avsar par hue khaas karyakram ka hissa bane. Din ki shuruaat hamari daily routine se hui, lekin aage jo mahaul dekha, woh dil ko chhoo gaya. Maharaja Hari Singh Ji ko shraddhanjali dene aur unki virasat ko yaad karne ka yeh anubhav hamare liye bahut khaas raha.

Video ko end tak zaroor dekhiye aur comment karke batayiye ki aapko vlog kaisa laga.

More from Travelandtasty95