Home / Videos

“Ek din…..4 Pavitra jagah ….aur zindagi Badal gayi 🙏✨”

“Mansik Ganga ki shanti se shuru hua safar,
Govardhan Parikrama ki Pavitra raahon se guzarte hue ,
ISKCON Temple Vrindavan ki divine energy mehsoos ki ,
aur aakhir mein Banke Bihari Temple ke darshan ne dil Bhar Diya……🙏
Yeh sirf ek trip nahi tha , ek spiritual experience tha ……..
Raadhe Raadhe 🙏✨♥️

More from Travelandtasty95