Home / Videos

Ek Din Itni Emotions, Masti Aur Pahadon Wali Journey

Aaj ka vlog tha full emotional + full fun 💔➡️😂
Maasi ke ghar Mosa ji ki choubarsi par sab cousins mile, rasmein hui, tasty khana khaya aur phir pahad chadkar bhai ke ghar tak ka safar 😮‍💨⛰️
Thak bhi gaye, hase bhi bahut aur memories bhi bana li ✨
Family moments + village vibes + cousin masti = perfect mini vlog ❤️

More from Travelandtasty95