BP Low Ho Gaya Aur Anav Se Baat Nahi Ho Payi
Namaste dosto ❤️
Aaj ka din mere liye kaafi mushkil raha. Mera BP low ho gaya aur tabiyat bhi theek nahi thi. Sabse zyada bura is baat ka laga ki main poore din Anav se baat nahi kar paayi. 😢
Iss beech husband ko meri tension ho gayi aur unhone mujhe chocolate aur meri favourite cheezein laakar surprise diya. ❤️
Aaj ke vlog mein meri health update, family moments, emotional feelings aur daily life routine sab kuch share kiya hai. Video end tak zaroor dekhiye. 🙏


