Home / Videos

Anav Ki PTM Mein Kya Hua 😱 | Advik Ko Aise Dara Diya 😂 | Daily Life Family Vlog

❤️ Anav Ki PTM Aur Advik Ka Funny Prank 😱😂 | Daily Life Family Vlog | travelandtasty95

Hello ji, Ram Ram 🙏❤️ Welcome back to our channel travelandtasty95!

Aaj ke vlog mein hai full family masti aur excitement! 🥰 Aaj Anav ki PTM thi, toh hum gaye Anav ke school, jahan jaanenge ki uski padhai kaisi chal rahi hai. 📚🎒

Lekin ghar par Advik ke saath humne kar diya ek funny prank! 😂🙈 Advik ko pet mein keede dikhakar dara diya aur uska reaction dekhne layak tha! 😱🤣

Aaj ke vlog mein aapko milegi school PTM ki excitement, bachchon ki masti aur hamari daily life ki cute family moments. ❤️

Video ko end tak zaroor dekhna aur comment karke batana ki aapko Anav ki PTM aur Advik ka prank kaisa laga! 🥰

Thank you so much for your love and support! ❤️😘

More from Travelandtasty95